Skip to main content

Zarurat Nahi Hai...


Mujhe pata hai hum sath nahi hai,
Par ye har roz yaad dilane ki zarurat nahi hai,

Mujhse hui hai kuch galtiyan Zindagi mein,
Par ye har baar batane ki zarurat nahi hai,

Mai jaanta hu k mujhse kuch umeeden thi tumhari,
Par mai unpe khara nahi utara,
ye har baar jatane ki zarurat nahi hai.

Roz tumhari wajah se waha aata hu,
mai bewakuf hu ye dikhane ki zarurat nahi hai.

Tum khush raho isse zyada kuch nahi chaha,
par uske liye mujhe har roz satane ki zarurat nahi hai

-Anurag Kushwaha

Comments

Popular posts from this blog

Jhoom Jhoom by Ali Zafar

Song: Jhoom (Title Song) Album: Jhoom (2011) Composed, Arranged & Performed by: Ali Zafar Lyrics: Ali Zafar Bass: Imran Danish Tabla: Jafri Guitars: Ali Zafar © 2011 YRF Music

Malnutrition

This is one of the biggest concerns India is facing. According to 2011 Global Hunger Index Report, India was ranked 15th amongst the leading countries with Hunger situation. More that one third of world's malnourished children live in India. How can we aspire to be a Global power if we are unable to give our children a healthy life?

Basil Lemon Mojito Recipe - Summer Foods

Basil Lemon Mojito Recipe – refreshing summer mocktail beverage with fresh basil and lemon.